| Nowha - Athara Baras Ke Nowhaqan: Ali Zia Rizvi akbar ka janaza athara baras ke ali akbar ka janaza sheh laate hai hamshakle payambar ka janaza athara baras ke.... ay kul ke madagaar madad karne ko aao shabbir se uth-ta nahi akbar ka janaza athara baras ke.... is darja sakina se tha sharminda alamdaar sheh laa na sake apne biraadar ka janaza athara baras ke.... pamaal hua dasht may ghodon ke sumon se kis tarha uthay qasime muztar ka janaza athara baras ke.... zainab zara bano ke kaleje ko sambhalo shabbir ke haaton pa hai asghar ka janaza athara baras ke.... |